Muz4.netПоиск песни на muz4.net

Танцор Диско (Disco Dancer)- Митхун Чакраборти, Ким - Goron Ki Na Kalon Ki

Скачать mp3
  • Вес файла: 4.95 Mb
  • Длина дорожки: 05:24
  • Битрейт: 125 kbs
Текст песни

goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

ha goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

haske jiye haske mare hum jaise dilwalo ki

ho goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

gali gali main geet humare gunje subaho sham

hum geeto ke saudagar hain yahi humara kaam

na sona na chandi, geeto se humko pyar

na sona na chandi, geeto se humko pyar

goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

ha jeena hain din char yahan khush ho ke jee le yaar

karna hai kutch agar tujhe jee bhar ke kar le pyar

kya tera kya mera bhoola de mere yaar

kya tera kya mera bhoola de mere yaar

goron ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki

haske jiye haske mare hum jaise dilwalo ki

ho goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

Сборник похожих песен